health tips,,tech news,mobile review, jyotish in hindi, ayurveda hindi, health in hindi

Like on Facebook

test

Breaking

Post Top Ad

Your Ad Spot

Friday, October 12, 2018

Indian iron man Vallabh Bhai patel Statue of Unity ready for inauguration in 31 october by INDIAN PM Narendra modi

Indian iron man Vallabh Bhai patel Statue of Unity  ready for inauguration in  october

Vallabh Bhai Patel:- bharat ko swatntrta dilane me mukhya bhumika nibhane vale swatantrata sangrami "loh purush(IRON MAN OF INDIA)" . vallabh bhai patel ne swatantrata ke pahle or bad me bhi desh ke vikash me aham bhumika nibhai thi . isiliye unke samman me ye statue banayi ja rhi hai.
sardar patel statue cost:- 2989 crore (US $420 million)
sardar patel statue completion date :- 31 october 2018
sardar patel statue location:- Sadhu bet, Near Sardar Sarovar Dam, Garudeshvar weir, Gujarat, India
statue of unity inauguration date:- The statue is near completion. It will be inaugurated on 31 October 2018 by Prime Minister Narendra Modi.
construction of statue of unity:- gujrat sarkar ne statue of unity ki ghoshna 7 october 2010 ko ki thi. ghoshna me ye saf saf bataya gya tha ki statue of unity ki total  height  240 meter hogi .jisme se base ki height 58 meter hogi or statue of unity me statue ki height  182 meter hogi .jo dunia ki sabse heigest statue hogi . statue of unity ka nirman steel , Concrete or kanse ke avaran se kiya jayega .
statue of unity ka design Ram v. sutar ne banaya hai.
statue of unity ko banane me 56 mahine ka time lagega . jisme se 15 mahine project ko ready hone me or 40 mahine statue of unity ko banne me lagenge .or 2 mahine ka time finalization me lagega.
present time me world ki sabse heigest statue china ki spring buddh temple hai jo 152 meter ke height hai.
usse kam height bhi tathagat buddh ki hai jo myanmar me  hai or uski height 120meter hai. mayanmar sarkar ne yah statue 2008 me banbayi thi.
world ki third statue japan me bhagwan buddh ke 116 meter mi statue hai.
agar INDIA ki statue of unity bankar taiyar ho jati hai to ye world ki sabse height wali statue hogi.
iska shilanyas 31 october 2013 ko vallabh bhai patel ke janmdin par gujrat ke mukhyamantri narendra bhai modi ne kiya tha. is statue ko banbane ke liye bhart sarkar ne rashi janta or sarvjanik pratishthanon se jutai hai .
iron for statue:- is statue of unity ko banane ke liye lohe ko bhart ke  6 lakh gavon se ikattha kiye gya hai .jiasme krishi me bekar ho chuke saman ko hi  keval ikktha kiye gya hai.
magr baad me me us lohe ka prayog baki kamon me kiye jayega na ki statue of unity bannane me.

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot

Pages

DMCA.com Protection Status