health tips,,tech news,mobile review, jyotish in hindi, ayurveda hindi, health in hindi

Like on Facebook

test

Breaking

Post Top Ad

Your Ad Spot

Saturday, September 29, 2018

How to get free traffic real in your blog easily

Hello friends aaj me aap logon ko batane jaa rha  hu ki kis tarah se aap apne blog par free me traffic jyada kese la sakte h wo bhi bilkul free me .
       Ye koi fake news nhi h me aapko real me traffic lane ka aasan sa tareeka batane jaa rha hu so guys please dhyan se meri post ko padhen taki aapko acchhi tarah se samjh me aa jaye ki me aapko kya batana chahta hu so please dhyan dain. Chaliye shuru karte hain aaj ki post .
1.facebook :- friends facebook ek esa social media platforms h jha se aap khub sara traffic free me la sakte hain apni post pr wo bhi bilkul free me . Bs uske liye aako kuch baton ka dhyN rakhna hain me esa nhi bolunga ki facebook par jayiye or paid pramotion lijiye esa bilkul nhi krna h agr aap ek nye youtube hain to .Bs aapko ek kam karna h .Khub sare ese group me add hona hain jo free me bina approval ke aapko group me post karne ki permission dete hain taki aap jyada se jyada logon ko apni post share kr sako.orusse bhi alag aapko apne or kai page banane me bhi hard work karna hoga taki aap un pages pr bhi apni post share krke jyada traffic apni website par la saken.
2.twitter :- face book ke baad jo sabse jyada traffic lane me aapki help kar sakta hai wo hai twitter jyada se jyada logon ko follow kijiye or jyada se jyada tweet kariye taki logon ko aapke tweet ka intejar rahe or ap pr logon ka dhyan jaye uske liye controversy wali news ka use kare esa karke app jyada trafic appni website par la payenge .
3 . Youtube channel :- aap apna youtube channel banaiye taki log aap se jyada se jyada judain or aapko share kare app apne video ke last me apne blogg ka link de sakte h .Dusron ke videos ko dekho or un pR achhi acchhi comment kro taki logon ka dhyN aap par jaye esa karne ki ek vajah  h ki.aap jitne logon ko aapni vat samjha payenge utne hi jyada log aap se judte jayenge or app ki website par jyada traffic ane ke chances vad jayenge.
4. Pinterest :- pinterest bhi social media ka ek bada platform hai jha se aap nye nye logoon tak aapni post share kar pYenge koi bhi new post jese hi publish kren use pinterest pr save jarur kare esa karne se aapki post google pr rank karne.lagei or apki website ka traffic bad jayega..
       
      To friends ye the kuch main points but bahut sare ese tareeke hai ko legal hone ke sath sath bahut hi asan hote hain apni post ko Google par rank karane main badi hi help karte hain .
Agar aapko hamari di hui jankari achhi lagi ho to apne doston ke sath share kro or jyada se jyada use karke apni website ka Google par rank increase kar sakte hain.agr aap bhi naye blogger hain or age badna chahte hain to jude rahiye hamare sath .
Dhanyvad.

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot

Pages

DMCA.com Protection Status