health tips,,tech news,mobile review, jyotish in hindi, ayurveda hindi, health in hindi

Like on Facebook

test

Breaking

Post Top Ad

Your Ad Spot

Saturday, October 13, 2018

भारतीय दंड संहिता मे धारा 494 का महत्व ||Section 494 in Indian penal code of india in hindi|| Gyanpanti.in


भारतीय दंड संहिता मे धारा 494 का महत्व ||Section 494 in Indian penal code of india in hindi|| Gyanpanti.in



      what is section 494 in indian penel code :- agr pahli pahli patni ke jinda rhte ya bina talaq ke dusri sadi karna id section ke antrgat ata hai.

Indian iron man Vallabh Bhai patel Statue of Unity ready for inauguration in 31 october by INDIAN PM Narendra modi

     sentence againest section 494 indian penel code:-agar koi bhi aadami pahli wife ke rahte dusri sadi karta hai to indian penal code section 494 ke tahat  7saal tak ki saja or jurmana ya dono ho sakte hai .kyuki indian penel code ke tahat ye illegal hai .
section 494 ke tahat bail bhi ho sakti hai or isme compromise bhi ho sakta hai.pardusri sadi karna tabhi ek crime hai jab pahli sadi valid ho.tabhi dusri sadi ko crime maana jayega .

Top 24 Companies Of World And Their FOUNDER| CEO|YEAR|NAME|2018 for all exam SSC | RAILWAY | BANKING|GROUP D | UPTET

   agr pahli sadi valid nhi thi tab dusri sadi karna koi crime nhi hai .or ye puri tarah se illegal hoga.


     how to check marriage is valid or invalid :-- agr hame ye pata karna hai ki ki gayi marriage valid hai ya invalid hai to iske liye hame hindu marriage act section 5 me likkhi gayi sharton ko thik se janna hoga. jisme saf kiya gya hai ki jo do person sadi karna chahte hai unka koi jeevit pati ya patni nhi hona chaiye tabhi unki sadi valid mani jayegi.agr kisi person ne uski pahli patni ke jeevit rahte ye sadi ki hai to ye sadi invalid mani jayegi.invalid ko hum apne shabdo me esa kah sakte hai ki man lo koi sadi hui hi nhi thi.

      is second wife eligible for maintanece :- agar dusri sadi koi invalid mana jayega to dusri patni kisi bhi tarah ke manitanence ke liye demand nhi kar sakti hai kyuki wo ek legal wife nhi hai.

How to get free traffic real in your blog easily

ab sawal ye bhi hota hai kya dusri patni ke bacchhe pati ke varish honge ya nhi .iska jabab hai bilkul honge puri tarha se legal honge or unko father ka nam bhi diya jayega .
 but ye section muslmanon par lagu nhi hota .wo agr chahen to kuchh condition me dusri sadi kar sakte hai.
hamri post me koi bhi dikkat hai to hmae comment karke bataayen.agr aapko ye post kam ki lage to apne friends ke sath share jarur karen. koi sawal ho to comment karke batayen.

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot

Pages

DMCA.com Protection Status